0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z


navigation
news news
top50 top 50


» home » Lata Mangeshkar » N/A » Koi Bana Aaj Apana lyrics
Artist: Lata Mangeshkar
Album: N/A (0000)
Title: Koi Bana Aaj Apana

Lyrics Koi Bana Aaj Apana

koyi bana aaj apana - 4

sukh mein aankhein band ho rahi
khule hriday ke dvaar
do man milakar ek huye hain
do do naina chaar - 2
chaar nain dekhein hil mil kar
ek madhur sapana

bana aaj apana

chaar charan par paanch ek hai
chaar agar do baat
ek git mein bandhati jaati
chaar chaandani raat - 2
madhur prit ki phulmaala par
praan naam japana

bana aaj apana

prem hindola jhuulein hil mil
ek qadam ?????
naache rut chham chham ke
bhare bahan mein bahan - 2
baar baar nainon ka milana
palakon ka jhapana

bana aaj apana


artist
song
album